Raah-e-duur-e-ishq main rota hai kya,
Aage aage dekhiye hota hai kya,
Qaafile main subh ke ik shor hai,
Yaani ghaafil hum chale sota hai kya,
Sabzz hoti hi nahin yeh sarzameen,
Tukhm-e-khawish dil main tu bota hai kya,
Yeh nishaan-e-ishq hain jaate nahin,
Daaagh chaati ke abass dhota hai kya,
Ghairat-e-yusuf hai yeh waqt-e-aziz,
Meer is ko raayegan khota hai kya..
Sunday, October 23, 2016
Saturday, October 15, 2016
Bewafa Ne Hamare Zakham Ka Kuch Youn
Bewafa Ne Hamare Zakham Ka Kuch
Youn Ikaj Kya Faraz
Marhan Bhi Lagaya To Khanjar Ki Nouk Se
Marhan Bhi Lagaya To Khanjar Ki Nouk Se
Tuesday, June 28, 2016
unke dekhe se jo aa jaatee hai munh par raunaq
unke dekhe se jo aa jaatee hai munh par raunaq
woh samajhte hain ke beemaar ka haal achcha hai
woh samajhte hain ke beemaar ka haal achcha hai
Wednesday, January 27, 2016
Itne Bhi Tou Wo Khafaa Nahi Thay
Itne Bhi Tou Wo Khafaa Nahi Thay
Jaisay Kubhi Aashna Nahi Thay
Maana Ke Behem Kahan Thay Aisay
Per Yun Bhi Judaa Judaa Nahi Thay
Thi Jitni Bisaat, Ki Parastish
Tum Bhi Tou Koi Khudaa Nahi Thay
Had Hoti Hai Tanz Ki Bhi Aakhir
Ham Tere Nahi Thay, Jaa Nahi Thay
Kis Kis Se Nibhaatay Rafaaqat
Hum Loog Ke Bewafa Nahi Thay
Rukhsat Howa Wo Tou Mein Ne Dekha
Phool Itnay Bhi Khushnuma Nahi Thay
Thay Yun Tou Hum Oski Anjuman Mein
Koi Hamain Dekhta, Nahi Thay
Jab Osko Tha Maan Khud Pe Kia Kia
Tab Ham Bhi “Faraz” Kia Nahi Thay
Jaisay Kubhi Aashna Nahi Thay
Maana Ke Behem Kahan Thay Aisay
Per Yun Bhi Judaa Judaa Nahi Thay
Thi Jitni Bisaat, Ki Parastish
Tum Bhi Tou Koi Khudaa Nahi Thay
Had Hoti Hai Tanz Ki Bhi Aakhir
Ham Tere Nahi Thay, Jaa Nahi Thay
Kis Kis Se Nibhaatay Rafaaqat
Hum Loog Ke Bewafa Nahi Thay
Rukhsat Howa Wo Tou Mein Ne Dekha
Phool Itnay Bhi Khushnuma Nahi Thay
Thay Yun Tou Hum Oski Anjuman Mein
Koi Hamain Dekhta, Nahi Thay
Jab Osko Tha Maan Khud Pe Kia Kia
Tab Ham Bhi “Faraz” Kia Nahi Thay
Bewafa Ne Hamare Zakham Ka Kuch Youn
Bewafa Ne Hamare Zakham Ka Kuch Youn Ikaj Kya Faraz
Marhan Bhi Lagaya To Khanjar Ki Nouk Se
Marhan Bhi Lagaya To Khanjar Ki Nouk Se
Thursday, April 2, 2015
Woh Agar Bun Sawar Ga'ay Hoon Gay
Woh Agar Bun Sawar Ga'ay Hoon Gay
Daikhnay Walay Mar Ga'ay Hoon Gay
Daikhnay Walay Mar Ga'ay Hoon Gay
Friday, March 20, 2015
خاطر سے یا لحاظ سے میں مان تو گیا
خاطر سے یا لحاظ سے میں مان تو گیا
جھوٹی قسم سے آپ کا ایمان تو گیا
دل لے کے مفت کہتے ہیں کہ کام کا نہیں
اُلٹی شکایتیں ہوئیں، احسان تو گیا
دیکھا ہے بُت کدے میں جو اے شیخ، کچھ نہ پوچھ
ایمان کی تو یہ ہے کہ ایمان تو گیا
افشائے رازِ عشق میں گو ذلتیں ہوئیں
لیکن اُسے جتا تو دیا، جان تو گیا
گو نامہ بر سے خوش نہ ہوا، پر ہزار شکر
مجھ کو وہ میرے نام سے پہچان تو گیا
بزمِ عدو میں صورت پروانہ دل میرا
گو رشک سے جلا تیرے قربان تو گیا
ہوش و ہواس و تاب و تواں داغ جا چکے
جھوٹی قسم سے آپ کا ایمان تو گیا
دل لے کے مفت کہتے ہیں کہ کام کا نہیں
اُلٹی شکایتیں ہوئیں، احسان تو گیا
دیکھا ہے بُت کدے میں جو اے شیخ، کچھ نہ پوچھ
ایمان کی تو یہ ہے کہ ایمان تو گیا
افشائے رازِ عشق میں گو ذلتیں ہوئیں
لیکن اُسے جتا تو دیا، جان تو گیا
گو نامہ بر سے خوش نہ ہوا، پر ہزار شکر
مجھ کو وہ میرے نام سے پہچان تو گیا
بزمِ عدو میں صورت پروانہ دل میرا
گو رشک سے جلا تیرے قربان تو گیا
ہوش و ہواس و تاب و تواں داغ جا چکے
اب ہم بھی جانے والے ہیں سامان تو گیا
Monday, March 16, 2015
Sunday, March 8, 2015
Ajeeb Rutt Thi K Har Chund Paas Tha Woh Bhi
Ajeeb Rutt Thi K Har Chund Paas Tha Woh
Bhi
Bohat Malool Tha Mein Bhi Udaas Tha,
Woh Bhi
Kisi K Shehar Mein Ki Guftagoo Hawaao'n
Se
Yeh Soch Kar K Kaheen Aas Paas Tha, Woh
Bhi
Hum Apne Za'am Mein Khush Thay Us Ko
Bhool Chuke
Magar Gumaan Tha Yeh Bhi, Qayaas Tha,
Woh Bhi
Kahan Ka Ab Gham-e-Duniya Kahan Ka Ab
Gham-e-Jaan
Woh Din Bhi Thay K Hamein Yeh Bhi Raas
Tha, Woh Bhi
FARAZ Teray Gareibaan Pay Kal Jo Hansta
Tha
Ussay Milay Tou Dareeda Libaas Tha, Woh
Bhi.......
Subscribe to:
Posts (Atom)